(Is kitaab main Sahaba ki Mukhtalif Sifaat maslan un ka taqwa, sabar, jihad, ibadat sadqa o khayrat, bahaduri, un ki shadi biah aur doosri bohot si saffat ka zikr hay. Is kattab ko zaroor parhna chahiyay takay un logon kay baray main maloom ho sakay jin ki sari znidagi Allah kay rasool ki trabiat main guzri aur jn say razamandi ka parwana Allah nay Quran mian nazil farmaya "razi Allaho anhum" yani Allah un say razi hoa. Is kitaab ki teen jildain hain).
Bahishti Zewar: This book solves so many islamic/Sahrai problems like Iman, Ilm, Wazu, Ghusal, Salat, Marridge, Divorce etc. It is necessary for every muslim to read it so that spend his life under Allah and his prophet's law (Sharia).
(Is kitaab main rozana paysh aanay walay deeni masail ka Hal paysh kia gaya hay, misal kay tor par Iman, Ilm, Wazu, Ghusal, namaz, shadi, talaq waghaira. Har muslmaan kay liay zaroori hay kay is kitaab ka mutalia karay taakay apni zindagi Allah aur us kay rasool kay ahkaamaat kay mutabiq guzaray).
No comments:
Post a Comment